MAUSAM
Subah uthke nahaane me sabko lage dar,
Thandi me “Pani” chhuke sab kaapein thar thar.
Garmi me “Pasine “se ho jae behaal,
Sukh jae gala aur chehra ho jae laal.
Barish me chale har koi leke apna “Chhaata”,
Gaadi chalata har koi “Kichad” udata jaata.
Thandi ho ya garmi, ya ho barish ki cham cham,
Mujhe to lage suhaana, bhaae har ek mausam.

Comments